کھڑکی چاند کتاب اور میں
مدت سے ایک باب اور میں
موج اور کشتی ساحل پر
دریا میں گرداب اور میں
شام اداسی خاموشی
کچھ کنکر تالاب اور میں
ہر شب پکڑے جاتے ہیں
گہری نیند تیرے خواب اور میں
۔ ۔ ۔
khidki chaand kitaab aur main
mudat se aik baab aur main
mauj aur kashti saahil per
dariya main gardaab aur main
shaam udaasi khaamoshi
kuch kankar talaab aur main
har shab pakre jate hain
gehri neend tere khwaab aur main
Wow…you have awesome command over urdu too:)
thanks Asma … may be thats because I love urdu .. our beautiful language 🙂
true:)
nice lines..
thanks 🙂