اے صبح! میں اب کہاں رہا ہوں
خوابوں ہی میں صرف ہو چکا ہوں
کیا ہے جو بدل گئی ہے دنیا
میں بھی تو بہت بدل گیا ہوں
میں جُرم کا اعتراف کر کے
کچھ اور ہے جو چُھپا گیا ہوں
میں اور فقط اسی کی تلاش
اخلاق میں جھوٹ بولتا ہوں
رویا ہوں تو اپنے دوستوں میں
پر تجھ سے تو ہنس کے ہی ملا ہوں
اے شخص! میں تیری جستجو میں
بےزار نہیں ہوں، تھک گیا ہوں
جون ایلیا
Ae subah ! ab ‘main’ kahan raha hoon
Khwabo’n hi main sarf ho chuka hoon
Kia hai jo badal gai hai duniya
Main bhi to bohat badal gaya hoon
Main jurm ka aitraaf kar ke
Kuch aur hai jo chupa gaya hoon
Main aur faqt usi ki talaash
Akhlaaq main jhoot bolta hoon
Roya hoon , to apnay dosto main
Tujh se to hans ke hi mila hoon
Ae shakhs ! main teri justuju main
Be-zaar nahi hoon , thak gaya hoon
Note: To best view this post please install this beautiful Urdu font: Alvi Nastaleeq.
Image is not mine, taken from internet.
Main Jurm Ka Aitraaf Kar Kay
Kuch Aur Hai Jo Chupa Gaya Hoon
How many of us have done that…!!!
Aye Shakhs! Mai Teri Justajo Main
Baizaar Nahi Hoon, Thak Gaya Hoon
How many of us have felt that …!!!
Mai Ek Ghari Ko Zara Dum To Le Lu
Mai Phir Se Zalim Teri Or Chalu Ga
میں اِک گھڑی کو زرا دم لے کے، ظالم
پھر سے تیری اور چل پڑا ہوں
Wah … Islaah ka shukriya …!!! 🙂
Tanu te pata hai … kadi kadi aapaan kise nazam tou inspire ho kay achanak he tooty phootey shair keh dende aan … Bus jo dil vich aaye o likh dain de aan…!!!
Ali mia, ho sake toh apni kavitao ko English script mein bhi likhia. Kya hai Urdu toh hum samajhte hai par padhna nahi jaante aur kavitao ke bade shaukeen hain.
khush aamdeed zada ji
Ziada tar posts main english script main bhi likh deta hoon lekin kabhi kabhi susti ya phir mood nhi hota 😀 .. aap ke liye ye post update kar di hai … umeed hai pasand aye gi 🙂