(بارشوں کے موسم میں) Barishon ke mausam main …

Standard

 

بارشوں کے موسم میں

ان کو یاد کرنے کی

عادتیں پرانی ہیں

اب کے بار سوچا کہ

عادتیں بدل ڈالوں

پھر خیال آیا کہ

عادتیں بدلنے سے

۔ ۔ ۔

بارشیں نہیں رُکتیں

 
 

Note: if you can’t view the Urdu characters correctly please download and install urdu fonts from following links:

Jameel Noori Kasheeda 2.0 Font

16 responses »

  1. I post after so many days .. lo and behold ! .. the first comment is from my fav blogger 🙂

    @Raaji
    haan .. main bhi try kar raha hoon … kabhi kabhi lagta hai k kamayab ho gaya … laikin phir kisi din barish ho jaati hai ! .. sigh
    🙂

  2. Aaj phir mujh ko uski yaad dila di Barish ne
    Dil mai jo bhol ki aag thi bhuja di Barish ne

    Mai tanha tha apnay ghar mai, zamaney se paray
    Mgr mery ghar ki diwaar gira di Barish ne

    Un k zikr se ho gai meri aankhein num
    Mgr doston mai ye saari baat chupa di Barish ne

    Suna hai woh bhi roya hai aaj bohot
    Lagta hai unko bhi meri yaad dila di Barish ne!!!

    🙂

  3. Haan, i second ali, exactly…

    Raaji, yes badli ja sakti hain, “honay ko is duyna main kia nahin ho sakta” 😛

    Mani, you want “baarish” again ! ? 😛

Leave a reply to Ali Adnan Cancel reply